Saturday, April 10, 2010

Begum Akhtar...


Begum Akhtar...

Ae mohabbat tere anjaam pe rona aaya
Jaane kyun aaj tere naam pe rona aaya

Yun to har shaam ummeedon mein guzar jaati thi
Aaj kuch baat hai, jo shaam pe rona aaya

Kabhi takdeer ka maatam, kabhi duniya ka gilaa
manzil-e-ishq mein har gaam pe rona aaya

Jab hua Zikr zamaane mein mohabbat ka shaqil
Mujhko apne dil-e-naadaan pe rona aaya

This is one famous ghazal from Begum's archive. She used to make the song come alive, made the shaayars famous overnight, by singing their work.

These are the songs which are worth to hear on gramophones. The way she sang the line " Aaj kuch baat hai jo shaam pe rona aaya " was brilliant. It could actually bring tears to your eyes. There is not much I could say here... May be this could be a SILENT blog. :)


No comments:

Post a Comment